sister jee chota profit hamare bade nuksan se behtar hota hai forex mein jo jante hain market ko ache se to wo ek hi trade laga ke profit lekar fori apni trade ko close kar dete hain vah apni trade ko jyada time tak hold nahin karte vo jante market ka kuch nahin pata hota lekin trader ko jiyda time tak hold nahin karni chahie vah apni lalach ki vajah se hi nuksan karte hain kabhi kabhi aisa hota hai ki acha profit ho raha hota hai tab bhi trade close nahin karte hote apko ek acha profit ho raha hota hai lekin ap per jyada ki lalach mein apni trade ko hold kre hote hain lekin fir market ek dam aisi move kar jati hai ki apko koi profit nahin hota aur apka hua jo profit hota hai vah bahut jyada nuksan mein change ho sakta hai, kuch trader badi lot par apni trade karte hain jiski vajah se vah apna bahut bada nuksan kar lete hain yah to vah trade mein fans jate hain yah to vah apni trade mein bahut bada nuksan karne lag jate hain is liye trader agar badi lot rakh rahi hain to ek chote profit kya jitne bhi profit hota hai uske apni trade ko close karke karen badi lot ap ko nuksan deti hai lekin fayda bhi itna acha deti hai ushi surat main apko fayda hota hai jab ap market ko ache se jante ho samajhte hain hamen profit ko accept jarur karna chahie chahe vah chota ho yah Bada ho aur trading main apka experience apka knowledge apko bahut jyada kamyab karta hai iske sath sath trading ek risky business hai profit ki jagah loss bhi ho sakte hain chote profit ko accept karna hamare liye acha hai kyu ka long-term trade ke liye ek jyada capital hona chahie aur ek ache point per trade ko lagaya vah hona chahie