Assalam-e-alaikum jee dost apne thek kaha hai ... forex bohot he acha Business hai is mai hard work karna or acha experience hasil karna Hamay acha earn karne ka moqa hai ... new member ka liya bhi bohot zarori hota hai ka is mai phalay knowledge hasil karay phir is mai work karay Demo account ka bina work karna to bohot he galat sabit hoga or sikne ko bhi nahi milay ga............

