Originally Posted by
rama29
trader jab yaha par naya ata hai tab trader ko demo se starting karna chahiye trader ko yaha par sikhne ke liye bohot jyada mehnat karne ki jarurt hoti hai trader agar starting se hi yaha par sikhne mai dhayan lagane lag jata hai ache se yaha par hard work karta hai trader ko ache result milne chalu ho jate hai trader ki knowledge aur experience sahi hone lag jata hai jab trader ko ache result milte rehte hai trader yaha par real account mai trading karne ke liye tayar ho jata hai sabse pehle to yaha par sikhna trader ke liye bohot hi jyada jaruri hota hai yaha par sikh par trading karna trader ke liye acha rehta hai agar trader sikhta nahi hai aur wo sidha real account mai trading karta hai usko gambling kehte hai aur usse trader ka sab loss ho jata hai aur aisa karna trader ke liye sahi nahi rehta hai bina knowledge aur experience ke kaam karna theek nahi rehta hai jo sahi trader hote hai jo yaha par apna career banana chahte hai jo trading par sahi se dhayan lagate hai yaha par jyada se jyada time spend karte hai demo par jyada se jyada practice karte hai trader ko tools ko samjhna chahiye trading mai tools bhi bohot jyada madad karte hai sahi trend ka pata chalta hai trader jitna is business par dhayan lagata hai trader ka knowledge utna hi acha hota hai ek ek cheez ko samjhna bohot hi jyada jaruri hota hai trading ko perfect karne ke liye