Agar mehnat bada kar kari jaye, to main manta hoon, ki is field mein safalta mil sakti hai, jab mehnat nahi hogi, to aap kisi bhi tarah se is field mein success nahi ho sakte hai, hamesha mehnat puri tarah se karne ki koshish kare, is field mein koi short cut nahi hai. :)

