main ne ek mah demo account pe work keya aur zayada trades loss main he rahen lekin jo trades profit main then un ki base pe muje ese laga ke sari trades he ese hon gi aur main ne real pe trading start kar li lekin us main loss ho gya
main ne ek mah demo account pe work keya aur zayada trades loss main he rahen lekin jo trades profit main then un ki base pe muje ese laga ke sari trades he ese hon gi aur main ne real pe trading start kar li lekin us main loss ho gya
Jab hum demo account may trade kartay hain aur trading kar k jab humko yeh pata chalta hay keh ab hum taqreeban 20% capital ka per month bana saktay hain tabhi hum ko consistent basis par demo trading karna chahiyay, jab consistent basis par 20% bananay k kabil ho jaye gay to phir real account par trade karnay ka time agaya samjho.
Forex ke demo account me practice karne ke baad hame pata khud ko pata chalata he ham forex me trade karne tauyar ho gaye he tabhi hame kam invest kar trade kar shuru karna chahiye.
well during demo trading after a long time yo make at least 80% correct predictions and your total outcome is profit in at least 2 digits you are totally ready for real trading.
hi...hume jab lage k hume kafi knowledge hogai hai is kam ki...humare ander tradind skills develope hochuke hai or demo trading se acha khasa experience hogaya hai...itni practice karli hai k loss na hone k chances hai to phir hume pata chalta hai k han ab hum real forex trading karne k qabil hochuke hai..
There are some preffer that when you trading there the dos and donts that you should look out for and that is when you trading and there are soo much that you can be sure that is you don follow this rules surely you will make looses
Hum har stage pa yahi samajhta hian ka hum ko forex agae ha. lakin ye itna easy nahi ha jasa ka hum is ko samajhta hain. is main sub sa important apna emotions pa qabu rakhna ha . wo hum agar rakh lain to hum acha traders hain.
mane 3month demo e prctice ke hA ke ab ma ne trading le liye tauAr ho or lafe achi strayge bnay mAne kafe achi trading stratgi bnaye ha tradig ke leye
bohat interesting question hy es kay baray main to yehi kehna chahon ga k forex aik sumandaar hay jis main aap jitna zayda gehrai main jain gay utna hi zaydaa seekhain gay aur ye seekhnay seekhnay ka amal sari zindagi khatm nhi hota aur khas tour per forex main phr b jab aap ko demo account use kartay kartay 6 month ho gy ho aur aap ne real account me profit gain kia ho aik do bar aur apnay experience ki bina per to aap ko confidence ho sakta hay