Bhai is field mein galat ko thik jo karna jaan jaye uske liye trading mein acha khasa paisa hota hai, wo bahut badiya tarah se paisa trading mein kama sakta hai bhai, yaha par bhai galat to har koi karta hai lekin usko thik bahut hi kam log kar pate hai.