Hi dear main app say mukamal toor per mutafiq hoon kay dear kise bhee kisam ke preparing kay begar forex trade main jump karna theek nahi hay hamain iss kay liya bohat see tayarti karni hay or iss tayari main hamain bohat hi zayada faida day sakta demo account us per kaam kar kay haam achi earn kar saktay hain .