Indicators to mai use nahi karta aur plain chart par hi nigah raktha hun, mera mukha dhyan range track karne par hota hai, aur range trading mujhe safe bhi lagta hai, kuch trade to chhod jyadatar me mujhe is tareeke se fayeda hi hota hai.
Indicators to mai use nahi karta aur plain chart par hi nigah raktha hun, mera mukha dhyan range track karne par hota hai, aur range trading mujhe safe bhi lagta hai, kuch trade to chhod jyadatar me mujhe is tareeke se fayeda hi hota hai.
Abhi mujhe trading me jyada din nahi huye, halanki maine forums par different signals ke bare me padha hai lekin abhi tak puri tarah se samajh nahi paya ki kaise unhe use karoon.
i use rsi , pivot point indicator and also stochastic , this indicators provide me the best combination for predciting the trend of the market ......
and also i use fibo points that help me for break out strategy to earn lot of profit from the forex trading
me bahut se indicators use karke trading karta hon aur mujhe lagta hai ki indicators ki madad leni bahut zaruri hai
mujhe sabse zada bharosa bolinger band pe hai aur rsi pe hai..in dono ki madad se trading karne se mujeh bahut fayda hota hai
ma moving average aur rsi indicators use karna jayada pasand karta hu.aur koi traders agar chahe to aur bhi indicators ek saath use kar sakte ha.combined karna parta ha.ledkin agar aap bahut sare indicators ko ek saath combined kar sakte ho to bahut accha signal mile ga.
may ziada ter MA, or MACD use kerta hay, iss kay sath sath kabhi kabhi rsi and stochastic bhi use ker layta hoon. bolinger bands per bhi achi trading ho sakti hay , agar on ko koi achay tareeqay say use karay to.
Buht zyada incators ka istmaal mujhy bht confusing lgta hai. Khaas toor per kisi newbie ko kabhi bhi 3 ya 4 sy zyada indicators use nahi krny chahye. Aap jin indicators per zyada trust krty ho wo buht zyada traders ki choice hai. Bollinger Bands ko use krny ki bht c strategies hain. Mera aap ko ye suggestion hai k aap in k sath bs 1 ya 2 indicator mila kr koi acha or simple trading system bna lo.
mere kheyal se aap rsi indicators use kar sakte ho.rsi indicators use karna easy ha.mera ek friend ha jo mujhe rsi sikhne k liye madad kiya tha. usna kaha, agar rsi 25 level k niye touch kare to ma buy de sake ha and confirm profit ho sakte ha.