Originally Posted by
Ruby
Ji bikul apki baat bikul thek hai mai apki baat se sahmat krti hn ke Forex trading mai hum jo mistakes kar jate hain, wo hume bohut acha lesson dyti hai, lakan yahan pe ek jarori baat ye hai ke hume chahie ke un mistakes se lajmi lesson hasil kre, forex trading mai jo mistakes hum kar jate hain, wo mistakes already hum phele se kar ge hote hain fir forex trading mai mistakes se agar hum lesson nahi hasil kare ge aur un ko fir se kre ge tu wo hume fir usi tarah se loss degi, forex trading mai hume kabhi bhi ye nahi kehna chaheye ke meri choti si mistake ki waja se mujhe yeh loss uthana pada, kuo ke forex trading mai koi bhi mistake choti nahi hoti hai es liye hume es mai buhat jiyda ache se soch samjh ke sath hi kam krna padta hai aur ek new beginner ko discipline ka buhat jiyda khayal rakhna padta hai, mostly es business mai hume choti si mistake bhi buhat bada loss de jati hai, forex trading mai hume apne podani mistakes se lesson hasil karne ke yaha apni trading record ko maintain karna chaheye, es se hume buhat ache se mistake ko samjhna hota hai aur fir hume apni mistake ko avoid nai krna hoga ke hum kis waja se es business mai nakam ho rahe hain, agar hum apni mistakes se ek dafa seekhna shuru kar de tu hum bhi ek ache trader ban sakte hain, forex trading mai ek kamyab trader aur ek beginner trader mai difference yahi hai ke kamyab trader kabhi bhi apni mistakes ko again repeat nahi karta hai, jab ke ek beginner trader kabhi bhi apne pheli mistakes se learn nahi karta hai, jis ki waja se wo bad bad loss krta hai, forex trading mai hum se hone wali wo mistakes kuch ye hai jo again repeat hone pe loss deti hai, fundamental analysis ya news trading ko technical analysis pe trade mai important dena, har waqat trading karte rehna, market ki trend ya situation ko na samjhna, badi lot size ya over trading karna, loss ki surat mai ghusa karna aur jiyda nuqsan uthana, hamara try hona chahie ke hum in mistakes pe lajmi control kar le.