main trading main kaafi time spend kar chuka hun or ab experience ho gaya hai to ab main is main zyaada risk nahin leeta hun or kamm risk main he trading karta hun.mery khyaal say agar hum apny account kay 20% say kamm risk main trading karty hain to safe hai.

