Ham logon ko apni trading me kam se kam profit ke targets ko set karna hota hai. Agar hamare targets kam hote hain tab hamare liye apni trades ko karna aasan ban sakta hai aur hamare liye income kamana ekdum easy ban jaata hai. Jo traders log jyada profits kamane ke liye try karte hain unko losses high ho sakte hain.