baahar ke vishleshan ke saath vyaapaar jua yah band aankhon se chal raha hai agar bhaagy kisee vyaapaaree ke paksh mein hai aur use kuchh laabh milata hai lekin laabh paane ke lie aaut vishleshan ke saath vyaapaar karana asambhav hai
Printable View
baahar ke vishleshan ke saath vyaapaar jua yah band aankhon se chal raha hai agar bhaagy kisee vyaapaaree ke paksh mein hai aur use kuchh laabh milata hai lekin laabh paane ke lie aaut vishleshan ke saath vyaapaar karana asambhav hai
trade krne se pehle analyze krna itna zaruri ahi jaise kisi jang ldhne se pehle aadhi jang jeet jana... bina analyze krne ka mtlb hai jaise bina soche smjhe hue koi kaam krna aur usme aapko profit hoga ya loss yeh aap khud ko bhi nhi bta saktee isliye chahe thoda rukkr trade krre kisi se help lekr trade krre... lekin apne plan aur situation ko analyze krre aur phir trade krree takki aapko pta ho aap kis direrction mein move kre hia...
G haan agar without analysis hum Forex market may trading karenge tu wo gambling he kehlayega ku ka Forex market boht zada risky ha ur without analysis market may trading karna aa ha jesy hum bina eyes ka road cross kar rahe ho tu agar apko Forex market may success hasil karni ha tu apko market ka bary may learn karna hoga uska bad trading karen..
Trading me aaye ho to analyze krna to sikhna pdega bina analysis k to fir aap gambling hi kr rahe ho, profit aaya to thk nhi to aise hi,forex me market ko observe krna hi sbse bdi chez hai jise vo aa gya vo hero bn gya yha
Dear kabhi bhi without analysis trading mat kiya kren because jab tak ap aik achy analyser nahi banen gay tab tak ap k liye forex mein success impossible hai is liye learning kren skill improve kren and experince gain kren then ap good analysis kr saken gay and ap k liye trading bhot easy ho jaye gi .
sometimes we spend much time to do analysis but still get losses because the analysis is wrong and market moves against our orders. then how if we do trade without analysis? the answer is our trade must be worse. analysis is the necessary thing that we must do before decide to open any order. without analysis that means we are not trading but gambling.
no mere khyal me bina analysis kiye hum trading start hi nhi krte aur bina analysis ky trade nhi hoti takriban trader analysis zroor krte hain
no way dear hamen forex market mein hamen success hasil karni hai to phar hamen forex market mein hamen always hamen analysis kar k hamen forex market mein trading karni chaye hamen apni
Trading without analysis is just like you are trading blindly and trading with your luck as people do in gambling, without analysis we cant trade for a long term with a plan of great profit, without analysis we can get profit but not for long period and only after a short period you will starting to face loss that's why analysis is very important
trade bina kisi analysis ke krne ka koi fayda nhi hota... market mein hrr chej ki position ki knowledge hona aur uske baad he trade krne mein risk level kmm hota hai aur profit hone ke chnace hote hai...