g han ager ap new trader ho tu ap ko chayie kay greedy ho kar trade na karay aur na hi profit ziyada earn karnay ki koshish karay kio kay yeh aik risky business hay aur is mein ap ko loss bhi ho sakta hay isi liye ap ko chayie kay pur sakoon ho kar trading karay.

