wasa dekh jaya tu forex jo hai woh aik business hai aur shadi jo hai woh aik personal life ka chakar hai may yah samjhta hun kay shadi aur forex dono bohut different cheeza hain aur dono ka aik dosara say kuch lay na dayna hai hai yah tu ap ki marzi hai kay ap shadi karo ya nhi is say market ka kia kasoor hai

