han bhai g hamay news sites per anay wali news ka time daikh laina cahiyay aur agar hum technical analysis ki base per trading kar rahay hay tu phr hamay us waqat apni trade ko close kar daina cahiyay .:good:
Printable View
Kis tarah news se bache? News se nai bacha ja sakta h. Kaunk news he to aik zaria h apko servive karney k leay is ley news bachna boht mushkil h.
mein news trading karta hoon aur forex mein aap quick money make letay hain aur forex easy hai but koi bi business ho us mein aap ko effort karni hoti hai so yeh acha hai aur forex humara future hai aur mein apni effort sy is business par work karta hoon aur aik achi money earn kar leta hoo so mein forex trading ko pasand karta hoon.
Aap jab subah apni trade ka plan kar rahen ho ussi waqt aap forexfactory me aaj aane high impact news ki timing dekh len aur ussi hisaab se high impact news release hone 15 - 20 minute pehle hi apni trade close kar den aur koi aur nayi trade open na karen is tarh aap news release k waqt market k unexpected movement se bach jayenge aur bewajah koi loss bhi nahi hoga.
haan g news say nhe bacha ja sakta jo log mean trader agar technical analysis say trading krtay hain to apko news ka time note zaroor kar lana chahiyay pher us k mutabik aap analysis bna k trade lagain.
To see the upcoming news u have to follow daily calender and according trade and close ur trade.... high impact news comes in london and new york open....
Brother mein ne jab fore trading start ki thi tu mujhe fundamental analysis ka pata nahi tha aur economic news ki hi wajah se mein ne apna 2 martaba account bhi wash kerwa dia tha. Mein apni trading technical analysis k through hi kerta hun aur jab koi economic news aani ho tab mein apni trading uss news k aanay se pehle hi close ker deta hun.