forex trading start krne ka sabse acha tarika mere hisaab se hai ki aap market ki sabhi news ki achi janakri rakhe rahe aur jab bhi market main trading krne jaye to sabse pehle un sabhi chizon ko technical analysis ke sath match kr le
Printable View
forex trading start krne ka sabse acha tarika mere hisaab se hai ki aap market ki sabhi news ki achi janakri rakhe rahe aur jab bhi market main trading krne jaye to sabse pehle un sabhi chizon ko technical analysis ke sath match kr le
Newbie trader always should remember that Forex business is not a easy business . Some newbie trader think that Forex business is tree of money and earn money is too easy for every trader . First learn this business and practice in demo to make prepare for real trading . Gain experience by real trading to make a good trader.
Brother sab se pehle us ko chahye k wo demo account main achi tarha se practice karye aur experience gat karye ku k forex main experience buaht he matter karta hai jitna ap k pas acha experience ho ga ap forex main utne he success trader hon gaye.
JAb hum is business main enter hoty hain tu humy chaye ka sab sa phly kuch knowledge ko gain karin jiss sa humy is business aur market ko samjhny main asani ho gi aur is ka ba jab t hori samjh a jaye tu humy mo main trading start karni chaye jiss sa humy boht faua ho ga aur hum is main apni trading skills ko bhi bahtar kar sakin gay,.
I think newbie kay liye ye zarori hay kay pheley wo 2 to 3 months consistency kay sath demo trading karay takay real kay liye achi training mil jahay or sath hi kisi acahy expert ki opinion latay rahain....
shuru me jb hum logo nay forex ko start kiya tha to forex ko karnay me kafi maslay hotay thay lekin ab ajkal k dor me forex ko karna aur seekhna bhot he asan ho chuka hai jiss waja say me samjhta hun k mujhay kafi acha lagta hai aur new anay wali generation ka bhot he acha aur behter tarh asay forex ki taraf a rahay hain.
Mere hisaab se to bhai beginners ko forex start is terha kerni chahiye ke first un ko demo account se starting kerni chahiye achi terha is pe zyada se zyada practice kerni chahiye then hi real account pe kaam kerna chahiye ...