Dear iss may bi aap ko fayda ho sakta hay laykin iss kay liya aap nay aik bara time frame daykhna hota hay agar aap nay aik hi point par buy or sell kar diya hay to aap nay pear ki G.D.P ko daykhna hay kay bar rahhi hay ya kam ho rahi hay agar bar rahi hay to phir buy ki taraf wali entry ko double kar dane to aap ka jo loss hay wo bi profit may aa jaata hay.