Ji ha dear yadi hame forex market me ek bahut hi good strategy banani hai to hame es forum se help leker ek apni khud ki strategy banani chhaiye aur usko pahle demo account me apply karke dekh lena chahiye ki vo sahi se kam kar rahi hai ki nahi.
Printable View
forex ke business me achha strategy aise he nahi bann jaata hai,yahan eske liye bahut mehnat demo account me karna padta hai,agar trader yahan ess baat ko samajh jaaye to fir wo sabb kar sakenga,trader ko yahan strategy par work karna hoga..
hi my dear Indian trader ,well i don't know much the Indian language , but i will answer you with English , always try to trad with the same direction with the trend .don't try to counter trades. because most of the time trend continues . even if there is any major pivot line then wait for it to reverse but don't try to trade against the trend just because of that pivot line.
Mujhe to khair strategy ko create karne nahi aata hai magar aapko trading ke liye koi achchi si strategy chahiye to aapko internet par search karna chahiye kyoki har tarah ki forex strategy internet par easily available hote hai jinko hum free me yaa phir purchase kar sakte hai.
wesy mera is fieeld se mutalid koi knowlage ni hai par phr b mai ap ko ko silver ka mashwara dun ga k us par kare wo best rahe ga bakii ap ki jaise marziii wsy besnis mai advise lena bohut achii bat hai mashwara sunat hai or sunat mai hamesha bhalayii or khushii or best futur hota hai kbii b nuksaan ni hoa ye mera yakeen hai poriii life mai
mere bhi forex ke trading main achi bat yahe hai ke ap log forex ke trading main apna account strong kren phr he es main ap ek achi sucess kr skte hain strong mean ek investment achi hona zaori hai,
Main abhi tak koye accha strategy dhund nahi paya. Jab mujhe koie new strategy milta hain main usko mt4 main use karke dekhta hoon ki wo work karta hain ya useless hain. Lekin mujhe ek indicator bohot accha lagta hain wo indicator hain buysell magic indicator. Ap wo try kar sakte hoon.
ik dost nay khavhay k .mere hisab se ek hi stragegy sbase achi rehti hai gold ko long term me buy kar ke rakhne seb ko fayda hota hai.gold hamehsa upar ki taraf hi bhagta hai..long term buy karoge to bahut fayda hoga.lakin over buy na karain aysa na ho sab loss ho jay
dear trader agr ap new trader hen tou apko chaye k ap asupoort and resistence strategy apnayen usme mein ap expert hojaengy tou ap bht kama sakty hen forex mein is tarah ap ko confidence ajaega apne ap py