Knowledge wo pehli cheez ha jis ke bagair hum world ka koi b buisness nahi kar saktay han knowledge ko gain karnay ke baad hi ak trader apni skills ko attain karta ha aur jitna zayda knowledge hoga utni hi zayda skills se forex trading ki ja sakti ha aur is taran jab hum apnay knowledge ko use kar ke kam kartay han tu phir world ke kisi b business ma kamyab ho jatay han.