-
Aj ka market ka Rujhaan: Bullish
+
Resistance aur Support points bhi news par inhasaar karte hain
Trading karne se pehle indicators ko achay se dekhen aur phir faisla karen ke trade kis category main karni hai
Hamesha sabar se kaam lein aur acha profit hasil karen
Forex trading main ao aur ameer bano
Ap achay se kaam karen ge to acha bonus aur acha profit hasil kar sakein ge
-
Aj ka market ka Rujhaan:Bullish sell
+
Moving average aur market movement
Nechay ka ishara de ri hai
Full chance : 79% nechay
Time frame ko dekh kar resistance aur support points ko samjha jata hai
Daily aur hafty ka chart dekhen taa ke apko market samjhna asaan ho
Agar ap acha knowledge aur experience hasil karna chahte hain to zyada se zyada time is main guzaren aur acha profit hasil karen
-
Aj Market ka rujhaan aur tajziya:ßuy+
Majoda qeemat , pichli qeemat
Aur
Resistance points , Support points oper ka bata rahe hain
Full chance up:86%
Tamaam mashhoor isharay:
Bollinger band
Parabolic sar
RSI
Aur
Moving average
Market ke oper jany ka mazbot ishara de rahe hain
Agar ap achay trader ban'na chahte hain to acha ilm aur tajurba hasil Karen forex trading ke bary
-
Aj ka market ka Rujhaan: Bullish
+
Resistance aur Support points news par inhasaar karte hain
Up down:50/50%
Trading karne se pehle achay se indicators ko dekhen aur achay trader se mil ke trading karen
Trading main jitna sanbhal kar chalo ge utna hi kamyaab raho ge
Forex trading main ao aur ameer bano apna future acha banao
"Best"
-
Aaj ka Market trend:sell hai
Mojoda qeemat aur purani qeemat market ke nechay hony ka ishara de rahe hain
Resistance aor Support points bhi market ke nechay hony ka ishara de rahe hain
Isliye hum ko sell main trade laga deni chahiye
-
Trading kerne sy plhy hamy support level or resistance level ko bhi samj lena chayie taky hmy trading krty huye muskil na ho aghr hm log support level or resistance level ko dekhy k ketne percent up jane k chance hai or ketne percent down jane k tw hm log ache earning kr sakty hai
-
प्रतिशत आवंटन प्रबंधन मॉड्यूल, जिसे प्रतिशत आवंटन धन प्रबंधन या pamm के रूप में भी जाना जाता है, एक जमा धन विदेशी मुद्रा व्यापार का एक रूप है। एक निवेशक को अपनी पसंद के योग्य व्यापारी (एस) / मनी मैनेजर (एस) के वांछित अनुपात में अपना पैसा आवंटित करना पड़ता है
-
Aaj ka Market trend:sell hai+
Mojoda qeemat aur purani qeemat market ke nechay hony ka ishara de rahe hain
Resistance aor Support points bhi market ke nechay hony ka ishara de rahe hain
Isliye hum ko sell main trade laga deni chahiye
-
bitcoin cash bhi btc ki tarah down hi down hota ja rha hay aor bitcoin cash $3000 sy zayda ki price 2017 main ya jan 2018 main chla gia tha lakin ab bitcoin cash bhi $900 aor $800 ki price py a gia hay aor bitcoin cash aor sb digital crypto currencies ko ziwal lg gia hay aor in ki koi price abhi tk smj na a rhi hay is liay bitcoin cash ko bhi agr buy krna hay to wait krna must hay aor is ko buy $400 ya $300 ki price sy karna hmary liay profitable hoga abhi is prices sy buy krna loss ka bais bnay ga
-
Today Market Trand Sell Bearish,+
Current Price ko or Kal ke Price ko Dekhty Howy Market aj Sell ja Sakti hai,
or Strong Support or Resistance ko bi ye Dekhna hai phr Market ka Analysis krna hai,
phr Trade Strong Support or Resistance se Jab Tach kry gi to us k Baad Entry lena hai,
good luke and keep up it,