-
volatile market main trade karna bahut hi dangerous hota hai aisi situation main market main bahut hi taizi hoti hai market bahut speed sy up ya down ja rahi hoti hai aur aisy waqt trade lagaty waqt bahut taizi sy loss ho sakta hai aisi situation main main tu sabhi ko yehi nashiyat karunga keh trade na karien takeh wo loss sy bach sakien aur apny balance ko secure rakh sakien jab market normal ho tab trade kar lein
-
Hamko trending strategy kay hisaab trading kerni chahyee kyunki market incase volatile hogaya toh aapko confusion hosakta hai market kis direction mein jayeega isiliye better yeh hai aap clear trend pakdo aur trend kay against trade mat kero volatile market mein trading kerna bahut risky job hai
-
No dear sir volatile market boht dangerous hoti hai q k Us wqt asani se koi b order place nai hota na hi close hota hai q k thori dair k liye broker ka system b boht slow ho jata hai.Is lie dear hmen volatile market me trading nai karni chaye bal k wait karna chaye jb market apne normal position pr aa jaey tb order place karne chaye.
-
Apki bat tu bilkul thk ha bohat SE newbie's trading m is liye loss lty Hain k wo volatile m trading krty Hain... Lekn. Newbie's ko chahiye k wo trading he tab kren jub un k pas experience ho .. phly demo account m trading krni chahiye is SE hmen market ka pta chl jata ha.... Jub hmen market ka pta chlta ha tu tb he hm ko trading krni chahiye chahy phr wo koi b account ho .. thank you
-
g nhe me voiitial markeet me tread ni krty r as me wo he kam kary ga jis k as baeluns ho ga whe tread kry ga r hm volitial me kammmmmmmmmmm ni krty q k as men lass he hota hay
-
forex aik famous online business ha jis ma hm acha profit earn kr skty hain, but kuch traders forex markte ma volatile ma trading start kr daty hain, boht sa traders volatile ma trading krna dislike krty hain ku ka is ma trading krna boht risky hota ha aur sometimes hmy loss ho jata ha, specially agr newbie is ma trading kry to usy loss ho jata ha , koi experienced trader is ko use kr ka is ma profit earn kr skta ha , so newbie is ko avoid krain to better rhy ga
-
main jab se es business men aya hoon kisse aur business ko join nhe kea hey kunke es business men hummme ache income hote hey , volatile market men main ne kabhe trading nhe ke hey aur nah he mujhay es market ka experience hey , jo traders forex trading ko join kar leyte hen woh aur kahen bhe nhe jate hen .
-
Yes, I took a chance on the volatile market when I was good with equities. My trading style is also scalping. In the wild turbulence of a volatile market, there is a price in both directions and gives an opportunity to trade in both directions and make money. and I think that all pairs have the only volatile motion difrrent between them is just the pip distance that the pair make it on the day or the speed of the couple pair movement is slow and some pairs fast but that does not mean that the pair does not have volatile motion.
-
Ni main Volatile market pa trade krna pasand ni krta hu ..Q ka qoha per paiso ka risk bohat zyada hota ha.Volatile ma trade karnay ka liay ap ka pass balance bohat yada hona zaroori ha. aur Volatile market trade ma sirf wohi insaan kamyaab hot ha jis ka pass bohat zyada experience ho aur wo ana loss na karway ..Q ka Volatile ma new traders jin ko kaam karnay ka ni pta hota wo Bohat zyada loss kr jatay ha q ka unhay market ka ups and down ka koi idea ni hota ha.. to ma to yahi ray du ga ka sirf experience log hi volayile per kaam kray.
-
kya aap volatile market me trade krty hain ji nhi mai ni trade nhi krta q k mujhy us k bary mai kuch ziyada maloomat nhi haii, suna hai us se kuch khas profit nhi hota or waqt bhi waste hota hai is liey mai volattile market mai trade krna nahi psand krta ho q mujhy waqt ka ehsas hai mai apna waqt waste nhi krna chahta. thanks