forex aik bht complicated aur tricky business hai jis main loss ka risk bht ziada hai kiun ke market kabhi bhi certain nahi hoti aur har wakt change hoti rehti hai so forex main risk ke level ko bht kam rakhna chaye in order to gain profit.
risk ko kam karne ka aik tareeka hai ke leverage ko low kar dia jae kiun ke leverage 2 way sword hai jo profit aur loss dono barha sakti hai. Dosra tareeka ye hai ke risk management tools ko use kia jae ya different types of order laga diye jaein trading main jo risk ko kam kar den :)

