volatile market me trading karna khatarnak ho sakta hai market me jitna ho sake hame kam volatile pair me trade karna chahiye jisme movement hota to hai par utna nahi hota hai ki hame market samajhne me pareshani nahi ho pata hai.
Printable View
volatile market me trading karna khatarnak ho sakta hai market me jitna ho sake hame kam volatile pair me trade karna chahiye jisme movement hota to hai par utna nahi hota hai ki hame market samajhne me pareshani nahi ho pata hai.
Mai volatile market mai trade nahi karti kyounki ye bhut hi risky hai.volatile market se hame ya to bhut jyada faida ho sakta hai or ya phr bhut jyada loss.to kyounki m bhut jyada experienced nahi hu to m volatile market m trade nahi karti.mere khyal se volatile market mai sirf experienced traders ko hi karni chahiye.new traders ko isse dur hi rhna chahiye.
Yes, I'd like to trade in the volatile market because you can catch more pips in the volatile market as compared with silly and slow market. Forex market become volatile only when any important news or event occurs. Otherwise, It continues to flow smoothly. So, We should avail ourselves for that opportunity and try to make money out of that volatile market. We can do this only by learning news trading properly.
ha bhai main volatile market main trading karta hu mere liye ye market bht acha hai main jitna jyada iss market se money bana lunga mere liye utna better hoga waise to forex market main knowldge ke bina kaam nae chal sakta par agar aap chahe to kisi aur ko follow bhi kar sakte hai yha par money banane ke tarike bht hai bus aapko kisi ek par ache se tike rehta hai warna jaise jaise time jayega aapko dikkat hogi isse samjhne main
Nahi me volatile market me trading karna pasnd nai karti hun q k us wqt market boht taizi se move karti hai or boht se orders lagty hi nai hain or na hi Close hoty hain.Ye Volatile movement tab hoti hain jab koi three star news ati hai or market boht taizi se move karti hai or Broker ka system b Jam ho jata hai yani foran order close and place nai hoty hain.IS liye hmen is time trading nai karni chaye bal k market k normal position me any ka wait karna chaye.
I think It is great to business in volatile marketplaces but you must have powerful research to know the common pattern of the marketplaces and in unpredictable marketplaces you can generate income by exchanging both the guidelines.
forex market mai hum sub ko es waqat rrade krna chaheay jab market normal ho. kyu k es tarah hum forex market mai loss kam aur earning zada kr sakty hai. es tarah say har ak trader forex market mai loss ko bhe asani say recover kr sakta hai. volatile market mai market bohat zada up ya down hoti hai. jis ki waja say hum durast trade nahi kr sakty.
Sab say eham bat new ko volatile market main trade bilkul hi nahi karni chahye kio na kay market oswaqt bari hi dangerous hosakhti hy koi pta nahi market agly ment kaha jayegi oswaqt market kuch hi time main 100pipes say300pipes mar sakhti hy opar nichy volatile market main experience log hi trade karty hyn aik tou onka experience bhut acha hy or account bhi bhut baraa hota hy wo trend ko follow karkay kuch hi time main kaafi profit laity hyn kabhi kabhi lainny kay dainny on logo ko bhi parh jaty hyn......
Volatile market main trade karna mujhe accha lagta hain kabhi kabhi volatile market main trade karna very dangerous ho sakta hain. I have lost a lot of time in volatility. We have to trade in volatile markets using low volumes otherwise we can blow our account. keep away from a volatile market as a beginner is always advisable to survive in the market in the first stage. To trade in a volatile market, one must be more experienced and skilled because there is equal opportunity to gain profit and risk as well.
hmmm well yes main bhi volatile market me trade nhi karna janti hoon. par shru shru me mera paas sabhi ek jaisa lagta tha kuch samj m nhi ata . par ab me volatile market me trade nhi krti . friday or monday ko market volatile rehta he isliye ye do din mera forex krna best nahi h .