-
dekha jaye to loss hi sikhata he.... ham kisi bi chez ki care jb karte he jb hamare Dil ko lage .... loss ka hona Dil ko hila deta he.... phir ham sochta he k kio huwa.... phir ap wo sb kam avoid karte he k na kare..... agar galti na kare to matlab ye he k ham sekh gaye. ...
-
mainy pehly is k baru mai kafi socha hai magar fir mugy laga hai k aysa nahe hai yaha par is mai zruri nahe hai k hum agr mistakes he kar lain tou he hum experinc mei aye gay jin trader k pass kafi knowlege hota hai is filed mai wo is mai always he good wrok karty hain yai bas samjhny ki bat hoti hai har trader ki apni apni../.
-
hi freind i think yes the loss is only ways for the best experience so you don't mistakes
you don't learn in forex so the learn and take experience you take practice in demo for good experience
-
ni ni ab aisi baat bhi ni hy k sirf forex main loss ker k hi aap is main expernce gain karain loss kerny sy forex markit main expernce zarror berhta hy likin ager forex main achi treh sy prectice ki jaey ur markit ki movmnt ko note kya jaey to is main loss kye bina bhi expernce gain kya ja sakta hy
-
both se waja ho sakte hain experience gain krna k is ma say aik waja loss b hay. loss krna k bad traders ko both kuch pata chalta hay k ma na kis waja say loss kiya next time wo repeat nai krta mistake jis waja say us na loss kiya hota hay
-
with a loss, the mistakes we have made will be easily remembered. the successful PERSON is one who learn from his mistakes. he learn from the feedback that he got in the last transaction and if there was a mistake then next time he will not do that mistake because he knows that it is the rule of trading and everyone should know about it.
-
I don’t believe that loss is the only way to gain experience .But we have the demo account to trade for practice and gain a good experience in the real market rate .Beside by asking in this forum we can know different question and gain the proper knowledge in Forex to do the real trade and be success.
-
bhai ye thik hai, loss ho jaye to apni galti ki aur nazar dalna hota hai, jis wajah se humari trading mein kafi sudhar ke chance ache ho jate hai, humari trade mein bhai sudhar ki sakt jarurat rahti hai bhai.
-
bilkul sahe kaha hai ap nay magar jab hum apni life mai yai daikhty hain k kuch time aysa ata hai k hum kuch loss laity hain ya koi aur cheeze ka samna karty hain tou ik time any par wahe cheeze hamary leyay strong banti hai humy agay any ka mouqa daiti hai aur kuch experince k sath hum agy aty haun,,
-
Bahut jayda trading hum aise bhi sikh sakte hai bhai, jab bhi trading mein loss hota hai bhai, to humare liye acha hota hai ki hum us galti ka pata karke apni trading ki galti ko thik kare bhai aage ke liye jayda acha hota hai.