Ham logon ko kis time me trading karna sahi hota hai yeh hamko khud hi decide kar lena chhaiye. Kyuki hamko markets ka pata rehta hai aur ham jaante hain ki kis time me jyada movements ho sakta hai ham log uska fayda utha sakte hain.
Is tarah se market timings ka hame dhiyan dena hoga :D