-
Aj ka market ka Rujhaan:Bullish sell
+
Moving average aur market movement
Nechay ka ishara de ri hai
Full chance : 79% nechay
Time frame ko dekh kar resistance aur support points ko samjha jata hai
Daily aur hafty ka chart dekhen taa ke apko market samjhna asaan ho
Agar ap acha knowledge aur experience hasil karna chahte hain to zyada se zyada time is main guzaren aur acha profit hasil karen
-
Market ka aj ka Rujhaan:sell
+
Indicators aur Moving average market ke down hony ka bata rahe hain
Down chance:87%
Resistance aur Support points se bhi market nechay hoti nazar a ri hai
Hamain sell main trade lagani chahiye
BesT Of LucK
"Best"
-
Mera andaza k mutabiq market =Buy +
Jo surata hall chal rahi hai us k mutabiq
Market 80 % chance uper janay k hain
Support or resistance point be market k up honey ka ishara day raha hai
Is liya ham ko buy ki Trade laga dani chahiye
-
aj k market trend=sell
support level or resistane level market ky nechy ki teraf jane k full ishara dy rhe hai
is liye hamy sell ki trade lagane chayie taky zaida earning ho saky aghr hm log
rozana market ko samj k trading kary tw roz acha profit earn kr sakty hai
-
:1f382:market ka rujhan:bullish buy+
Ye walay tamam isharay jin men k
Pivot Point, Moving average ,Crunt price, Rsi,
Resistance and Supporting points, MACD,
Parabolic sar, Bollinger Band, H4, H1, M30, hain
trading dekh kar achay se trend ko jan kar karen taa ke loss na ho
sab se pehle trading ke bary acha knowledge aur tajurba hasil karen
sakht mehnat acha munafa deti hai:1f382:
-
Today market trand is sell....+
Support points and resistance
market ke nechay janey k haq main hain
Sell ki trade profit de gi
Indicators ko follow karte hoye aur
apni samjh soch ke sath trading
Kren. Ta k ap zyda earning hasal kr saken or agar
ap market ko achi terha samjay bagher trade kren
ge to nuqsan uthana paray ga.
-
Ajj technical analysis ko dekhte howey market ki Jo position hai wo sell ki Nazar aa rahi hai lekin fundamental analysis kuch confused Kar Raha Hain lekin kuch best indicator be market k nechay ki janab position ka ishara day rahay hain so ajj trade sell me lagana he acha rahay ga
-
:1f382:market ka rujhan:bullish buy+
Ye walay tamam isharay jin men k
Pivot Point, Moving average ,Crunt price, Rsi,
Resistance and Supporting points, MACD,
Parabolic sar, Bollinger Band, H4, H1, M30, hain
trading dekh kar achay se trend ko jan kar karen taa ke loss na ho
sab se pehle trading ke bary acha knowledge aur tajurba hasil karen
sakht mehnat acha munafa deti hai:1f382:
-
Forex trading sy paise kamana na he itna muskil hai or na he itna asaan hai aghr hm log ye soch ly k hmy forex trading sy rozana faida he hoga ye hamari galt fhami hai kuin k faida or nuksan dono forex trading k hissa hai
-
:1f382:forex tradimg me hm do terha ki trading krty hai ya hm log upper ki trade lagaty hai ya nechy ki trade lagaty hai aghr hm log trading market ko samj k kary ya news ko dekh kr trading kary tw achy paise kma sakty hai verna aghr hm tuky sy trading kary gy tw phir paise kamae ki umeed km hai is liye hmy market ko achy sy samj k trading krni :1f382: