-
Dosto forex trading mein agr loss jay tu hum ko himat nhi harni chahiyay balky ,humein confident rahna chahiyay humein un steps ko dakhna chahiyay jin ki waja sy humein trading mein loss hova hy. Hum dakhein k hum sy galti khn hoi hy. Ik successful traders vohi hota hy jo loss ko b happily accept kray jasy profit ko kerta hy lakin loss ki waja ko lazmi malom kray ta k next time vo steps follow na kry jin ko follow kerny ki waja sy loss hova hy. Is terha wo apni trading ko thk ker sakta hy .Q k main abi trading ko sikh raha hon is liyay jb mujay loss hota hy tu mein humysa loss hony ki waja malom kerta hon ta k next time us mistake ko dobara na kron.
-
han ji bhai jan bht dafa esa hota hai ke hame trading main loss ho jata hai or agar esa ho jata hai ke hame trading main loss ho jata hai tu hame or learning krni che or jis ghalti ke waja se ap ko loss howa hai ap koshish kren ke yeah ghalti again na kren kun ke trading main jab bhe ap ghalti kren ge tu ap ko loss ho ga agar loss ho jata ha tu or sekhen trading ko kun ke acha experience or acha knowledge hi ap ko trading main loss se bacha sakta hai trading ek risky business hai or loss trading ka hisa hai ho jata hai laken ham agar ache experience se trading kren ge or market ko samj kr trade enter krte hain tu main manta hon ke hame phir loss ke chance kam ho jate hain es lie hame learning zida krni che take loss na ho hame es business main
-
ge sir ap ke baht teyk hai jab ap ko tareding men loss hota hai to ap ko boht gosa ata hai hame loss us time ota jab ap tareding men new hote hai is leyu ap ko kam demo account ko use karna cahahi or ap ko jab demo
account se acha tajarba ho jay is ke bad ap forex me tareding kare or ap achi earning hasal kar sakte hai or
ap ko is bad real account mai jana chahi or forex ek boht acha bussiness hai hum es kam mai acha parofit
kama sakte hai or ap ko apne loss se kuch na kuch zaroor seekhna chahaiye forex me aap jitna seekhte jai ge utna hi zada profit kam sakte hai or ap ko me har loss ke bad nayi batein seekhta or hon se ap acha faida hota sakte hai or apne parofit ko mazed acha kar sakte hai or forex business men parofit or loss hota rehta hai is liy ziada be maryshan nahi hona cahayu
-
Hang friends jab hum forex trading karte hai aur forex trading me hume loss aata ha tu hum alert ho jate hai ke hume abhi trading achi tarah karni ni ati jab hume pata chalta ha tu hume trading ko achi tarah samjhne ki jarorat hoti ha.Aur hume traning ki jarorat hoti ha aur hume us waqt tak trading karte rahna chahiye jab tak hum us ke bare me sari samjh na aa jai aur jab tak humara loss ana na khatam ho jai aur profit ana start na ho jai.Is liye jab hume forex trading me loss ae tu hume forex trading me mehnat ki jarorat ha.
-
Jab Mujhe Forex trading Mein loss hota hai to main apne aap ko relax karne ke liye Forex trading ke bare mein learning karta hun Kyunki Jab mujhse koi galat trade lagta hai jub Mein Market ke trend Ko Dekhe bagyar trade karta hun tabhi Mujhe loss hota hai aur jo mujhe loss hota hai to usmein Bhi Koi Na Koi Galti HO thi isliye Main Apni Galti ko thik karne ke liye Forex trading ke bare mein acche se learning karta hun main expert trader se unke Unki trade ko dekhta hun unke moving average ko Jo unhu ne use ki hote hain indicator use ki hote hain Mein Unse help leta rahata hun main Forex trading Mein Kamyab trader Hote Hain Jo expert hote hain Unse help letaa hun apni Galti ko Dur karne ke liye Apne loss ko Dur karne ke liye main trader ke lecture Sunta hun main Unki advise per Amal karta hun FIR trading karta hun to mujhe axperiance Ho Jata Hai Is Tarah Main Apni Galti se sikhane ka mauka Milta hai aur Market Mein trade karne ka mauka Mil Jata Hai or acha profit bhi ly LtA hu.
-
Pahli baat to ya Hai ke Main jab trading karta hun to Puri information aur analyse karne ke bad trading karta hun aur planning karta Hun ke Main kis tarah trading karni hai aur proper money management ko follow karte howe trading karta hun jis mein mera stop loss aur take profit set hota Hai agar market wrong position mein movement karti Hai to Mera Stoploss hit ho jata hai aur mujhe small loss hota hai lekin fir be agar meri trade loss mein Chali jaye to main market ko ek bar watch karta hun aur samajhta hun ke agar market back ward move karti hai aur mera loss recover hota Hai to Main trade ko running mein rahane deta hun otherwise mein trading ko cut kar deta hun loss mein aur market ki acchi position ka intezar karta hun jab mujhe acchi position nazar aa jaaye tab mein again trading kar ke apna loss recover kar Leta Hun aur achha profit karta hun
-
Forex trading mein kabhi bhi trade karne lage hue aise hi trade na Karen market analysis Karen money management rule Apna Te Hue stopwatch take profit lagakar trade Karen Kyunki Agar market aapki analysis per theek Jaati Hai TP hit ho jaega Varna aap to kam se kam loss hoga isliye ye mai Main Jab Bhi karta hun money management ke mutabiq hi karta hun Agar Aise Na karen to market Hamare analysis per theek nahi urtarti To Hamen account was karna padta hai aur Iske bad bhi Ham apni e galtiyan dhondty Hote Hain kahan per market analysis Mein Hamen Galti e Hui aur mara account was Ho Gaya
-
forex business me profit aur loss normal hai jab bhi forex mein loss ke time agar may loss may jaraha hun
ga tu may kuch nhi karon ga bas trading ka software band kar don ga aur phr aik say do ghanta kay baad
opan karo goh shayad phir jo hai may profit may ja raha hun shayad pe sari strategies ko dobara se revise
karna chahiye aur uske bad agr to aap ko iss baat ka khyaal rakhna ha ke iss kaam main aap ko chahiye
ke pori mehnat kren aur agr aap ko iss kaam main loss bhi hota ha to aap ko himmat nahi haarni ha keuo
ke agr aap himmat haar gayen ge to aap ke loss ke chances aur bhar jate hai our us waqt market ka ternd
kya hai us ko daek kar trading krni chahaiye
-
trading karte hue Agar aapko nuksan ho gaya hai to aap ko chahie ki aap apna Hua nuksan recover Karen nuksan recover karne se pahle aapko chahie kya aap apne kam ke andar mistake Dekhe kya aapane Aisi kaun si mistake Kiya Jiski vajah se aapko ya nuksan hua hai agar aap vah mistake search kar lete hain aur apni or se mistake ko thik Karte Hain To Main guarantee se Kahta Hun Ki aapko bahut Achcha bonus bhi mil sakta hai aur aapko nets time trading karte hue bahut accha profit bhi mil sakta hai lekin agar aap aap apni mistake ko search Nahin Karte aur apni repeat Karte rahte hain to aapko kabhi bhi achcha profit Nahin Hoga balki aap ko Jyada nuksan Hota rahega isliye aapko chahie Kya Jab aapko Ek Bar nuksan Ho to use nuksan ko recover karne ke liye acchi mehnat Karen aur acchi quality ka Baat Karen Taki aapka nuksan jaldi jaldi recover ho jaaye
-
Jab Mujhe Forex trading Mein loss hota hai To Main Apni Galti ko thk kar skta hun aur loss ke bad Mujhe Apni Galti ko thik karne ka mauka Mil Jata Hai Forex trading Ek Aisa business hai jis mein agar Ham Ek apni mistake ko theek Karke trading Karte Hain To Hamen idhar bahut jyada fayda hota hai isliye Jab Mujhe Kisi trade Mein loss hota hai to main use trade ke bad use loss ke bad acchi Tarah learning karta hun Forex trading ke bare mein me expert traders se apni help Leta Hun aur apni us mistake ko theek karne ki koshish karta hun Jab Main Apne Hui us mistake ko theek kar Leta Hun to use mujhe bahut jyada fayda hota hai Kyunki Mujhe Apni Galti ke bare mein pata chal jata hai main FIR learning Karke Forex trading may experience Lekar trading karta hun apni Hui mistake theek kar Leta Hun FIR Main us trade Mein Achcha profit Le Leta Hun Loss Se Mujhe ya fayda Hota Hai Ki Main Apni sari mistake Jaan Leta Hun Jo trading Mein karta hun.