Ham logon ko apni trading me kis time me investments karne hain is baat ko bhi samajhna hoga. Agar ham logon ke paas me koi is tarah ki trading ki strategy hai jo hame jyada profits de sakti hai tab ham log jyada income kama sakte hain aur trades ko karna aasan ban jayega.