jee haan mai aapki baat se bilkul sahmat hoon ki fear ke vajah se hame kam nuksaan hota hai. darr ki wajah se ham forex trading me kam risk lete hai apna lot size small rakhte hai, isi darr ki wajah se forex trading me nuksaan hone ki kam sambhawna hoti hai.

