You should invest to know the nature of business.In my opinion 300$ are not big amount for this business.If we lose in small amount then our risk will be small.But we know that more risk more gain.
Printable View
You should invest to know the nature of business.In my opinion 300$ are not big amount for this business.If we lose in small amount then our risk will be small.But we know that more risk more gain.
yar agr to ap newbie ki baat ker rhy ho to usme apko itna invest krna chye k agr apka account blown hony per aa b jye to apki amount itni jo k account blown hi na ho to is soorat me apko chahye k kam se kam 200$ hona bht zroori hai wrna apka b mere wala hal hoga account blown kr k just 35$ profit le k beth jao gy....
well dude ek new trader k liye jiske paas real account ka zyada experience nahi hai 150+dollar invest karna chahiye issey uske liye risk kamm ho jaega..agar uske account me balance kamm hai toh kafi problem ho sakti hai usey pressure bhi badh jaega uspar aur risk bhi jissey woh galat trade kar sakta hai...
Muje lagta hai ki 200 se 3oo $ se forex trading karni chahiye per invest to 600-700 $ karna chahiyre.Aap jitni amount Invest karte hai sari amount ka trade na karekyo ki yeh safe nahi,Jo log koi kam nahi karte or students hai une yeh amount 20-30 $ tarde karne ke liye or total amount depost 60-70 $ kar leni cahiye
kisi bhi trader ko forex trading may sirf wo hi paisa invest kerna chaheay jo oss kay pass spare ho. Apni zarorat ki savings ko hergiz hergiz forex trading may invest naa karain keuun kay agar wo loss ho jaey to phir aap ko preshaani uthani paraygi.
main newbie hun to mery liye 100$ ziyada hai bohut q k is se kum se mera kaam nahi chal sakega trading main & agar is se kum karonga main to phir mujhe profit nahi hoga to phri main 100$ tak invest karonga trading main!
I think I will need major investment to be able to trade long time and use large lots I probably need about $ 1000 account to be able to do it and also to minimize the risk of market
well meri samajh se aap bilkul ulta keh rahe hai jo mera sochna hai uske hisab se ek new trader ke paas experience nahi hota hai usey nahi pta hota hai ki real account me kis tarah money manage ki jaey aise me jitna zyada ho sake usey invest karna chahiye jissey ki woh market me zyada din tike reh sake aur experience le sake aur ek professional trader toh 10$ ko bhi manage karke profit kamate kamate 100$ kar sakta hai...
forex trading main invstment ki koi limit nahi hai hum jitni marzi amount se trading start kar sakte hain. well but meri opinion yahi hai ke start main new beginners ko small amount se investment karni chahye or 100$ enough hai start main kuin ke agar loss bhi ho jaye to new trader ko itna dukh na ho.