agar hum ek target lagate hai to us target ke chakar mein humara kabhi kabhi loss bhi hota hai.
ye jaruri nahi hota hai ki har baar target pura ho jaye.aur iske liye aapko sahi samay choose karna hoga tabhi aapko profit hoga
main londn session choose karta hu