-
Aj market ka trend buy ka hy.
Technical indicators sy b pta chalta hy k market buy ki position me hy.
Resistence or suport point up ja ry hen jin sy pta chlta hy k market buy k haq me hy.
Hamy market k trend ko dekhty huwy trade lgani chahye. agr market ko smjy bgair trade kren gy to is sy los hony k chance zyada hen.
Agr achi earning krni hy to us k liye apka market k indicators ko smjna bohat zruri hy.
So good luck and keep it up..
-
eurchf pair kafi time se downtrend me ja raha hai
1.1520 ke paas aake ye thdoa ruka hai aur 4 hours candles ke hisab se isko yaha seb uy kiya ja sakta hai
yaha se buy karke iska tp 1.1750 rakhna hoga..waha pe iska 1 chota sa resistance hai..
-
Dear friends....Today Market trend:sell hee...
Current price aur previous price market ke down hony ka ishara de rahe hain....
Resistance and Support points bhi market ke down hony ka ishara de rahe hain...
Isliye hum ko sell main trade laga deni chahiyey..,best of luck.
-
:1f51c:Today Market trend:sell
Current price aur previous price market ke down hony ka ishara de rahe hain
Resistance and Support points bhi market ke down hony ka ishara de rahe hain
Isliye hum ko sell main trade laga deni chahiye:1f3c4:
-
Aj market ka trend buy ka hy.
Technical indicators sy b pta chalta hy k market buy ki position me hy.
Resistence or suport point up ja ry hen jin sy pta chlta hy k market buy k haq me hy.
Hamy market k trend ko dekhty huwy trade lgani chahye. agr market ko smjy bgair trade kren gy to is sy los hony k chance zyada hen.
Agr achi earning krni hy to us k liye apka market k indicators ko smjna bohat zruri hy.
So good luck and keep it up..
-
Euro/dollar ki jodi ne 1.2270 ki satah ko chu liya hai. Ab qimat islah ke hisse ke taur par niche ja raha hai. Zyada se zyada, yah jodi 1.2135 ki satah tak girne ka imkan hai, jahan se mujhe tawaqqo hai keh oopri satahon par qimat wapas aa jayegi. 45-degree angle par ahista ahista izafa takniki tajziya ke liye suitable nahin hai, jodi ko impluses ke sath baraherast zamin hasil karne ki zarurat hai. Mazbut rally ke bad, chote stop loss order ke sath market me dakhil hona mumkin hoga. Pahle maine 1.2500 ki satah ka zikar kiya tha. Yah hadaf ab bhi relevant hai. Is surat me, munafa kamane ka sabse accha tariqa long positions kholna hai, jabkeh short positions, yahan tak keh islah ke bawajud bhi, khatarnak hai, kyunkeh euro/dollar ki jodi kisi bhi waqt tabdil ho sakti hai.
-
Dear friends aj ke din markeet main bari tezi hai aur markeet oper sy nichy jay gi jis ke pass
"bonus ziyada hai wo trader ""sell"" ker sakta hai q ke"
markeet is waqt ziyada oper
sy nichy ja rahi hai mery khayal
"main ""sell"" strong hai aur selling se good profit ho"
sakta hai. Good luck.
--- Update ---

eurchf pair ka trend mujhe upar ki side jata lag raha hai..
1.2180 tak ke liye is pair ko buy kiya ja sakta hai..
1.2180 todne ke baad isse 1.2220 tak ke liye rakha ja sakta hai
-
Today Market trend:sell
Current price aur previous price market ke down hony ka ishara de rahe hain
Resistance and Support points bhi market ke down hony ka ishara de rahe hain
Isliye hum ko sell main trade laga deni chahiye
-
eurchf pair ka trend mujhe upar ki side jata lag raha hai..
1.2180 tak ke liye is pair ko buy kiya ja sakta hai..
1.2180 todne ke baad isse 1.2220 tak ke liye rakha ja sakta hai