bhai main kahna chahunga ki ye to trader ki apni apni pasand hoti hai, aur time frame sabhi thik hote hai, bhai h4 mein signal ke liye kafi wait karna padta hai, aur daily daily entry point nahi mil pata hai, aur jabki m5 or m15 or h1 jaise time frame par daily ke entry aur exit point nikal jate hai. :)

