-
cadchf pair ka abhi downtrend chal raah hai last last kuch 4 hour candles isne lagatar black banai hai...
0.8650 se iska downtrend start hua tha aur ab ye 0.8459 pe hai
yaha pe iska 1 support dikh raha hai..agar yaha se ye thoda stable ho jaat hai to isko buy kiya ja sakta hai jiska tp 0.8500 rakhna hoga aur stoploss 0.8400
-
Main ny tu kabhi bhi es pair par trading ni ki wasy kahta hain k ya buhat reski hai es pair main trading karna , ap es pair main trading karna pasd karta hai tu phr ap ko kam loat ki trad karna ho ge os say ya hai ka ap loss say bech je ga sath sath main ap ko profit bhi ho ga
-
Today market trend is :sell
This pair is in a directionless consolidation, we can see that the price is gravitating heavily to the downside. It has repeatedly found support at the yet after every bounce it tends to return to this area, creating a pronounced bearish bias.so i recomand for sell today all support and resistence showing this trend
-
aaj ke din markeet main bari tezi hai jis ke pass
bonus ziyada hai wo trader "Sell" ker sakta hai q ke
markeet is waqt ziyada oper ja chuky hai mery khayal
main "Sell" strong hai aur selling se good profit ho
sakta hai. Thanks
-
cadchf pair ka abhi downtrend chal raah hai last last kuch 4 hour candles isne lagatar black banai hai...
0.8650 se iska downtrend start hua tha aur ab ye 0.8459 pe hai
yaha pe iska 1 support dikh raha hai..agar yaha se ye thoda stable ho jaat hai to isko buy kiya ja sakta hai jiska tp 0.8500 rakhna hoga aur stoploss 0.8400
-
kal ki downward movement ko market continue kar skta hai kyuki market meh kafi downtrend tha kal or sellers kafi control me the ,
halaki price abhi ek resistance level pe hai us resistance ko market ache se test karega agar ye level break hota hai toh pakka strong down
-
Market analysis about trading
Today market trend = sell
Oscillator sales volume
Current price
And
Support points and resistance
market ke nechay janey k haq main hain
Sell ki trade profit de gi
Indicators ko follow karte hoye aur
apni samjh soch ke sath trading
Kren
-
मैं 1.5 साल से बिजनेस में हूं। मैंने कई किताबें और वेबसाइट पढ़ी हैं।
लेकिन यह अलग है जब मैं अपनी पढ़ाई को वास्तविक व्यावसायिक चीजों पर लागू करता हूं। हर दिन मेरे लिए एक नया अनुभव लेकर आता है। हर दिन कुछ नया होता है। विदेशी मुद्रा वास्तविक दुनिया की तरह है
और हम किताबों में पढ़ते हैं, यह सब आदर्श मामलों के बारे में है। सौभाग्य और इसे बनाए रखना ,,
-
Today Market analysis and trend:sell
Indicators bhi market ke down hony ka bata rahe hain
Resistance and Support points bhi hamain market ke down hony ka ishara de rahe hain isliye hamain sell main trade lagani chahiye
-
Today position :buy
Ye kaafi weak chal raha hai aur esliye esme usd strong hone ki wajah se ye pair up ho raha hai,esme ka level agar break hota hai to esme fir buy nahi karna chahiye,.aur sabse strong support esme long term trading ke liye hai tabb takk esme trader buy the dip karke market me sahi entry lekar apne trade ko open aur close kar sakta hai.