Originally Posted by
ah15
apne bilkul thek kaha hai forex trading ak best way ha profit banane ka lekin forex trading new traders ko jitna simple aur easy way lagta hai earning karny ka ye utna asan business nahi hai forex trading me kamyab hone aur earning karne ke liye bahut jaada mahnat ke jaroort hoti hai new traders ko forex ke market me kam karne ke liye bahut jaada learning karne ke jarrort hoti hai jo trader forex ke business me jitna jaada mehnat ke saat learning karenga wo esme utna he acha kaam kar sakenga forex trading ke business me trader ke paas agar experiance honga to he trader esme bahut achi earning kar sakta hai agar trader esme bina experience ke forex ke market me kaam karenga to wo esme kuch nahi kar sakte hai forex ke market me trader jitna jada time de kar sab samjhenga wo esme utna he acha experience bana sakenege forex trading me earning karne ke liye aur trader ko kamyab hone ke liye sab se pehle demo account me practice kar ke apne experiance ko jaada karna chahiye forex ke business me trader ke liye bahut jaroori hota hai ke wo pehle demo account me ache se market ko dekhe aur esme ache se pracitce kare jo new trader demo account me jitne ache se practice karenga wo trader real market me apne ap ko loss se bacha kar utna he acha kaam kar sakenga demo account me new trader ko har tool ko use kar ke practice kar lena chahiye hai jjis se trader ko kis time frame me aur kab kab trade ko open karna hai ye pata chalenga forex ke business me trader ko apni mehnat se he market me sab samajhna chahiye trader ko esme sab dheere dheere samajh kar kaam shuru karna chahiye fir he uske baad trader es market me asani se profit earn kar sakta hai.