Originally Posted by
Ruby
ji han bikul market pad kabhi bhi apko trens kr against ja ke trade nai krni chahie aise trade ni ki jati trend line se trade mai ap buhat safe rehte ho trend line aghr toch ho jaye tu apko fir trade open krni chahie, humre pass acha knowledge aur experience ho tu ap trade mai acha se profit ke bal pad trade krte hai aur kamyab rehte hai, market mai humre trade market ke against tab jati jab humra knowledge market ko le ke sai nai hota, kyu ke jab humre pass knowledge ho tu market mai technical and fundamental analysis dono hote hai jis se ap kam krte aur kam ko samjhte hai, eshi tarah market work krti hai aur eshi tarah hume market pad kam krna padta hai. market mai sabar ke sath bhi kam krna padta kabhi yah hota ke hum trend line pad trade open kr lete hai lakin yah bhi hota hai ke market trend line ko break b kr sakhti hai aghr break na kre tu trade open krni chahie aghr break kr de tu wait krna chahie aur sai signal pad trade ko open krna chahie, market pad trend line se humra knowledge b increased hota hai aur kam ko aise hi samjha jata hai.