-
sabse important hota hai ismein analysis agar aap ismein achcha analysis kar lete hain to aap ismein ek acche trader banne ke sakte hain kyunki yah business bahut powerful business hai ismein ek to fundamental analysis hota hai aur ek technical analysis hota hai agar aap fundamental aur technical analysis mein acchi tarah mehnat karte hain usko Sikh jaate Hain to aap yahan se kuchh Na kuchh hasil karne mein kamyab Ho bhi jaate Hain to bus hamen bhi chahie ki Ham ismein Mahindra Karen acchi tarah se apne kaam par focus Kiya karenge ki agar hamen chitra se apna Kam Karte Hain to main fayda bhi jyada hota hai aur ham kamyabi Ho
-
हां मैं कहता हूं कि विदेशी मुद्रा व्यापार बाजार में हम स्पष्ट बाजार की प्रवृत्ति के साथ काम करते हैं और हम अपने व्यापार के अनुभव को बेहतर बनाते हैं और जब हम बाजार के अपने विश्लेषण को पूरा करते हैं और जब हम सही बाजार की प्रवृत्ति के साथ अपना व्यापार करते हैं तो हम बाजार का अनुसरण करते हैं और जब व्यापारी अच्छा नहीं बनाते हैं विश्लेषण और वह / वह व्यापारी प्रवृत्ति के खिलाफ सही बाजार की प्रवृत्ति को नहीं जानते हैं
-
Bhai Jan Mera khyal Hai ese bat nh Hai asal main bat yeh hai ke hame shi trend ka pata hi nh hota hai or ham Market ke hisab se trading hi nh krte hain agr ham Market ku achi tara se watch kr ke or wait kr ke trading kren tu Kabi bhi trend ulta nh chale ga ham log fake movement ke hisab se trading krte hain or thori dair main market ulti move kr jati Hai or dekhte hi dakhte hame loss Hu jata hai ham samjte hain ke trend hi ulta Hu Gia hai market ki movement thek nh hai or hame loss Hu gia hai hamari soch yeh hoti Hai jo ache traders hain wo hamesha achi trading krte hain market ke chakar ku wo samjte hain ke real movement kb Hu ge news per movement kb hu gi us hisab se trading krte hain or un ku hamesha profit hi hota Hai loss Kam hota hai waja yaeh hi ke wo trend ku shai tara se watch kr ke apni trading krte hain un ku pata huta hai market kb move kre ge es lie hm bhi learning kr ke achi trading kr sakte hin trend ku samj sakte hain
-
jab main trading co join kiya tha tab mujhe bhi aisa mahsus hua tha ki jab main trading karta hun to market Meri trade ke opposite movement shuru kar deti hai yah aisa mahsus hota tha ki jaise hi main trailer deta hun to market ko pata lag jata hai aur market dusri garam mohabbat shuru kar leti hai isliye vajah mujhe isliye lagti thi kyon ke mere pass information nahin thi aur na hi market ka experience tha market ki asal position kuch aur hoti thi aur main short-term mein trading karna shuru kar deta tha jiski vajah se mere sath aisa hota tha ab main jabse information or experience hasil karne ke bad trading kar raha hun to mujhe pata lag gaya hai ki market ki asal position kya hoti hai aur ab main bilkul dekh ke aur market ko acche se samajh Kar working karta hun aur mere sath kabhi bhi aisa nahin hota aur main jis taraf bhi trading lagata hun market usi taraf movement start kar deti hai
-
forex trading aisa word jisme without information ke job work Kiya jata hai to Ham ko nuksan hota hai aur ham ko aisa lagta hai ki Ham jab bhi trading karte hain to market hamare opposite move start kar deti hai uski badi bajaya hoti hai ki Ham market mein jaldbazi mein work karte hain market ki asal position ka hamen pata bhi nahin hota aur ham without information aur experience ke work karna shuru kar dete Hain Agar Ham experience ke sath information ke sath kam karen to kabhi bhi hamare sath aisa Na Ho aur hamen kabhi bhi trading mein aisa mahsus Na Ho ki market jab Ham trade ko inter karte Hain to dusri side movement shuru kar deti hai agar Ham information ke sath kam karte rahen to hamare trade hamesha usi taraf lagi jis tarah market move karne wali hogi aur ham ko kabhi bhi aisa mahsus nahin hoga ki market wrong movement kar rahi hai isliye behtar hai ki aap experience aur information hasil karne ke bad hi trading karne ke liye market mein aao
-
Mujhko bhi aisa feel hota hai ki jab main trading karta hun to market usi waqt dusri taraf movement shuru kar deti hai lekin lekin aisa mujhko use waqt feel hota tha jab main forex ko study nahin kiya tha aur without information ke kam start kiya tha ab jab main information aur experience hasil kar liya hai aur trading karta hun to ab mujhko wo baten maloom Hui hai hai ki market mare trade ke opposite movement kyon karti thi aisa isliye hota tha kyunki main trading mein without information ke work karta tha aur market ki jo position hoti thi uske opposite trading karta tha jiski wajah se jaise hi main trading karta tha to market Meri trade ke opposite movement kar jaati thi ab aap ko bhi samajh a Gai hogi ki aisa hamare sath kyon hota tha ki market hamari trade ke opposite move karti thi ya sirf hamari information ke Bina trading karne ki vajah se hota tha
-
min bhi ap ky bat se jyada agree nh kurta hun forex ky trading wesy hi ek risky business hi jin user ky pas aucha elam hi forex min wo trend ku thek tura se watch kr ky hi trading kurte hin un ku profit bhi huta hi mery hisab se jo user jyada trading main juld bazi kurte hin un ko trading min loss hu juta hi whi bolte hin ky market trend ke against chali gi hi tu bhai min ap ky bat ku nh manta hun trend her user ny auchi tara se dekh sukta hi es ky liy bhut jyada elam huna must hi ap ky pas pir ap auchi tura sy trend ku watch kur sukte hin baqi hr user ky bas ky bad nh hi trend ko thek tura se dekhna jb trading min juld buzi krte hin trading min loss hu juta hin hm bolte hin ky trend thk nh tha es min trend ka qasoor nh hi bhai es min ham ka apna qasoor hi hm trend ko smj kr trade hi nh kurte hin esy waja se trading min hme loss hu juta hi
-
Asa bilkul nahi hota, wo asa hame lag raha hota ha k jab ham trend ko dekhte howe trade open kerte hn, tu market ka trend opposite ho jata ha. Koi bhi trader loss ko pasand nahi kerta. Wase loss k begair forex trading seekhi bhi nahi ja sakti. Trade open kerne se phle hame ise market k chart ko analyse lajmi kerna chahye, market analyse kerne se is k trend k bare ma maloom hota ha. Jab hame trend dekh ker trade open kere ge, trade k start ma hame asa hi lage ga k jase market trend k opposite chal padi ha, lakan kuch deer baad hamari trade profit ma a je gi. Ager without analyses market per trade lagaye ge, tu ye such ho je ga k market trade k opposite per chal padi ha.
-
firand mere kauayl men ap ko sab se pale market ko samijna chayu or os ke bad tareding start karne cayue kabhi aysa be lagta hai kay market trader kay khilaaf ja rahi hai magar esa buhat dafa hota hai kay market ka trend ap hq men chali jati hai or buhat say log trend ka fada hasil karte hai or bohta acha pirofet asel kar sakte hai or lakin us waqt jo log trend ko follow kar rahy hoty hain unko pirfet ho jata hai mager ye bat tab nahe sochi jati jab hamain munafa ho raha hota hai yani kay ager market ka trend hamain achi tarha maloom na to hamain tareda nahe karni chaheay is say ap nuqsaan bach jate hai or mere kayual men jis mulk markeet ke stock open hoti hay wo pair us time movement main aa jata hay or us pair ka apnay mulki halat k sath bht bra haml dakal hota hai ku ke baz dafa asa hota hai news ati hai or market ko trend k moqalif liye jate hai agar market moqalif movemint kar jate hai to ap ko is main bht sara noksan ho jata hai
-
Forex trading mein bahut kam aisa hota hai ki market trend ke opposite move karti hai agar aisa hota hai to yah is time Hota Hai Jab international market Mein Koi news ati ha international market Mein Jab Koi news Aati Hai To yah gold ya Kisi bhi currency pair effect Karti Hai Jiski wajah se market Achanak opposite Move kar Jati Hai Lekin agar aisa Ho To fir traders ko chahie ke vah apni investment Apne money management ke hisab se trade Karen jsy Ke US trading time open hota hai market open Hoti Hai Sydney time open hota to market Kafi move karti hai aur kabhi kabhi trend ke opposite bhi Chali Jaati Hai to traders ko chahie ki in time the Achcha fayda uthaya Jaaye Agar market opposit trend ko Chali Jaati Hai to market ko dekh kar Uske opposite trade Lagaya jay tu Achcha profit earn Kiya Ja sakta hai.