hnn main jab new tha na to mugh ko bhi es ka pata nahi tha k kese es ko start karoun or ab main to kafi jan gaya houn es k barey main mere khiyal main to sab se pehely app ko es k mutaliq knowledge hasil karna chiye es k baad app ko es main demo account bana k trade karna chiye es k baad jab app ko kafi profit ho demo main to tab app ko real trading main a jana chye bass itni c to baat ha es ko start karne ki

