ek acha trader din me lakhon b kama leta hai aur lakha loss b kar leta hai lekin jesay jesay ek trader ka acha wakt guzarta hai aur achi tarha say kam ko samjhta hai wesay wesay hume asani say he kam karny ka moka milta jata hai lehaza hume khud ka kam behter aur achay tareekay say samjhna aur soch kar trade karna parti hai.