Originally Posted by
Maryam21
Dear beginner trader ke leye bilkul lazmi hai, lakan jin trader ke pass forex ka experience hota hai wo trader market ko ache se analyse kerte han ke inki trade kabhi loss ma nahi jati wo stop loss nahi use kerte. Stop loss apply kerne se trader ka account safe rehta hai, stop loss trader ko hamesha apme investment ko dekhte howe lagana chahye. Stop loss or take profit forex ka hisa hai, jis trader ko market ke trend ka accurate na pata ho wo trader stop loss ko lazmi use kere, is ke ilawa jab trader ko lage ke market kasi bhi waqt apna trend change ker sakti hai, tab bhi is lazmi stop loss lagana chahye.