Originally Posted by
Maryam21
bhai main apki baat se agree kerta hoon ager trader ko forex main loss hota hai tu ise relax ho jana chahye aur market ko leave ker ke apni mistake ko samjhana chahye jitni jyada trader tension main hoga ise loss hota rahe ga, jab jab bhi trader tension main trading kere ga ise ulta loss hoga trader ko market main deal open kerne se phle hamesha apni mind ko fresh kerna chahye aur fresh mind ke sath analysis bhi accurate hote hain, forex trading main loss aur profit dono hote rehte hain yeh forex business ka hisa hai laken isme ju traders learning ke baad forex join kerte hain inhe start main dosre trader ke competition main bohut kam loss hota hai aur success bhi hote hai aur baki 95% people forex main loss kerwate hain, jab bhi trader ko forex main jyada loss hota hai tu ise khud ko relax kerne ke leye trading ko leave ker dena chahye aur apna forex knowledge increase kerna chahye loss hone ki waja trader ki apni mistake hoti hai ager trader is mistake ko samajh ker correct ker leta hai tu ainda kabhi bhi trader again wahi mistake nahi kere ga isme time ke sath sath trader ko apni mistake ka pata chalta rehta hai, trader ko jyada se jyada time market trend samjhane main spend kerna chahye jitna jyada trader ka knowledge aur experience increase hoga wo itna badhiya profit bhi earn ker sakta hai aur jyada loss se bhi bach sakta hai.