Haan bhai waise to humare liye high leverage sahi nahi rahta hai, hum log high leverage par high risk le paate hai aur aise trading mein loss ke chance jayda hote hai bhai isse avoid karna jayda jaruri hota hai.
Printable View
main tu yahe kehta hon ke trading main leverage low he hone chaye kun ke es se ek tu account save hota hai phr es main earning bhe best hoti hai es liye trading main high leverage nh balke forex ke trading main low he leverage hone chaye kun ke high leverage se account save nh hota hai
mere hisaab se leverage ka koi is ma zaida kam nhi ha kio ka ma leverage ko zaida use nhi karta ha or na hi kabhi is ki taraf focus kia ha or mujay is chez ma interest be nhi ha leverage ka or ya sab deposit pa depend ha
Main bi yahi leverage use kar raha hon jo ap kar rehe hain mere khyal se to ye best hai is main km balance pe bi pari lot se trade lg skti hai but is se high leverage se agr ap trade karna chahte hain to mere khyal se wo risk ho gya zyda us ke liye ap ko equity bi brani ho gi.
hmm forex me asha leavrage use krke ashi trade krke asha profit make kr skte hein leavrage asha he jisme aap agar chahe to hardwork ke sath success ho skte hein forex ek esa business he jisme koi shak nhi he
high leverage bht buri cheez hain also for new bies unko ye kaam nahee karna chaye q kay new bies kabi bhi gusy mai aa kar high lot le sakta hay aur apna all hard money dabo sakta hy albata exprience wale trader kay liye leverage ka koi issue nahee hy