-
Bhula dena mujhe
Hai alvida tujhe
Tujhe jeena hai mere bina
Safar yeh tera, yeh raasta tera
Tujhe jeena hai.. mere bina
Ho teri saari shoharatein
Hai yeh duaa..
Tujhi pe saari rehamatein
Hai yeh duaa..
Tujhe jeena hai mere bina
Bhula dena mujhe
Hai alvida tujhe
Tujhe jeena hai mere bina
Tu hi hai kinaara tera
Tu hi to sahaara tera
Tu hi hai taraana kal ka
Tu hi to fasaana kal ka
Khud pe yaqeen tu karna
Ban.na tu apna khuda... (x2)
Read more: http://www.lyricsmint.com/2013/04/bh...#ixzz2bNVxQqdd
-
ary yar yeh to har kisi ne sun liya ha kamal ki movie ha aur title track sab se best ha wo mera fav song ha jo yeh hai kuch ase ... tum hi ho tum hi ho kia bat ha yeh song ki i love it too much
-
main na ja move dekh li hain muje ja kafi achi lagi hain achi story hain move ki is ka song be boghat best hain main na song be subi bohat like kayea hain bohat he nice story hain move ki
-
-
i really love this movie specially the songs of this movie.
-
mein ne ye gana suna hai. ye song pakistan mein bohat popular raha hai last 4 months or mein ne ye gana itna suna hai k mein sun sun kar ukta gaya tha .shuru mein mujhe acha lagta tha magar zyada sune ki waja se ab mujhe acha nahe lagta .
-
g main ne bhi dekhi hy, bohat zabardast movie hy, aur is kay songs kay to kya kehny, bohat hi zabardast hain sarey.
Sun raha hy na tu,,,,,
Ro raha hon main,,,,,,,,,,
-
ji mai ne suna hai I live Ashiqui 2 Movie & All Songs
mere fav song hai bhula da na mujha hai alvida tuja --- tuja g na hai mere bina
-
yes i heard the song best song
-
bro mainay suna hai bht dafa yaar bht payara song hai bara maza ata hai jab bhe suno sath main trading karo sath ye gana suno bht maza ata hai try karna aap bhe trading sath karnna dekhna kitna maza aye ga aap ko.