Originally Posted by
Tiger372
main aapki baat se sahmat ho agar hamare pass bada capital nahin hai tu ham little capital ke sath bhi forex trading ki market se bahut hi badhiya profit gain kar sakte hain, agar ess market main ham bada profit lena chahte hain tu hamain chahiye ki ham ess market ko jada se jada time dain aur forex trading ka jada knowledge hasil karen demo account ke upar jada se jada practice karen agar ham esa karenga tu ham ess market main ek little investment se bhe ek badhiya earning kar payenga.