main daily ki baat nahi karta hun kyonki is se hamara hone wala nuksaan bahut jyada badh jata hai karan hai uska ki aap daily ke chakkar me rahenge aur aapko jo milna hai wo aapka chuta to aur badhane ke liye tez karenge high lot lenge aur aise me hoga kewal nuksaan isliye jo bhi ho percentage me lena chahiye kam se kam month ka taki jyada ho to accha ho par kam na ho.

