Forex ki trading me bahut saari baaton ko ham logon ko samajhna hota hai. Jo baat hamare liye main hai aur jiski madad se t rading ko karna hamare liye ekdum aasan ban sakta hai wo yehi hai ki hame trends ka pata karna hota hai apni trades ko open karne se pehle.