high leverage ka use karne ka matlab hota hai trader yaha par high risk par trading kar raha hai high risk par trading nahi karna chahiye trader ke liye acha nahi rehta hai trader ko yaha par kam se kam risk par trading karna chahiye
Printable View
high leverage ko use karna mai tuh bad samjta hu kyuki ki high leverage se app lot big use karo ge jis waja se app es kam mai loss karo ge es layi app ko hume sha 1.200 ka leverage hee use karna chahi aa fer app proper way se kam kar payo ge
High leverage is good for the experienced trader and we should know that using high leverage is not good for the new traders and they should not take high risk by using high leverage and they can trade with 1:100 leverage.
High leverage use karna bhale hi traders ko achcha lagta ho nagar high leverage ke sath trading karna bahut danger hota hai aur traders ka risk tab aur increase ho jata hai jab eo high leverage ke sath big lot size ka use karta hai.
bhai iss field mein leverage high hona koi badi baat nahi hai magar usko sustain rakhna zarori hota hai iss field mein faltu ka risk nahi lena hai jo karna hai soch samajh ke karna hai taki aaapko iss field mein se accha paisa aaye aur aap dhangg se ismein aage jaa sakein bhai apna future banane.
I think that the leverage is very helpful or the traders because it gives you the power to enter in the market especially if you don't have a big capital , in my opinion the big leverage is a good tool in this business but you should know how to use it in your favor and don't trade with full margin.
dear forex market mein hamen agar high leverage use karna hai to hamen is bat ko bhi mind mein rakhna chaye k hamen forex market mein high loss bhi ho sakta hai is liye hamen khayal se leverage select karna chaye