dear aap ne just indicator ko use karny ka btaya hai aap ne isy attach nhi kiya k use kesy hogy aur ye to mt4 mein hai hi nhi mery khayal mein dosry indicators ki traah ye bhi late signal degy ya kafe degy
Printable View
dear aap ne just indicator ko use karny ka btaya hai aap ne isy attach nhi kiya k use kesy hogy aur ye to mt4 mein hai hi nhi mery khayal mein dosry indicators ki traah ye bhi late signal degy ya kafe degy
dekhen bhai sab se pehle to ap ne bht achi strategy show ki mere khyal se ye kafi profitable bhi ha q ke rannge strategy bht achi ha lekin mai filhaal aek ur strategy ko foolow kar raha hu ur mai is se satisfy bi hu
should be in a range its mean that we should not invest more than pocket capacity we should earn less but safely and constantly but you are say range trading strategy but you are cannot explain more details so how to say about your say.
it is mean that we should not invest more than pocket capacity we should earn less but safely and constantly then you will be a successful trader but you are say range trading strategy but you are cannot explain more details so how to say about your say
dear aap ne jo bhi strategy share ki hai mujhy us ka kuch bhi samjh nhi aya dear agar aap chart screen shotki madad se explain karty to samjhny mein aur asani hoti hai aur indicator se trading karna trusted nhi hota hai
ap ne bht achi strategy share ki ye bht is mai information ha ur mai abi new biee hu to mai search kar rha hu strategy q ke ye mera 1st month ha so is liye mai is thread mai apni strategy bnane k liye learn kar rha hu
Market mein bahut si strategy hoti jo momentum aur sideways ya ranges ko trade karne ke liye develop ki jati aur ranges mein bahut se trades ek range mein buy sell lagane ke liye ek stop aur target ke sath market ko trade karte hai magar yaha bhi money management ka utna hi dyan rakhna chahiye jitna momentum trading mein rkha jata hai.