Han g bilkul ya bat be thek ha hamay forex trading ka liye dosro ka signal ko kam hi follow karna chahiye kio ka ya hamay profit be de sakty ha or loss be hamay khud market ko learn kar ka is se signals ko find karna chahiye.
Printable View
Han g bilkul ya bat be thek ha hamay forex trading ka liye dosro ka signal ko kam hi follow karna chahiye kio ka ya hamay profit be de sakty ha or loss be hamay khud market ko learn kar ka is se signals ko find karna chahiye.
jee sir hamain forex mien jab bee kam kerna ho to hamain es mien aa ker kesi k bee signals per bharosa na kerna chahye ager hum dosro k signals per bharosa krty hien to hamain earning na ho sakti hai es lye hamain khud say analysis kerny k bad he trade ko open kerna chhaye jab hum yeh kerty hien to earning kerna bhut zayada asan ho jata hai.
brother jahn tk mera khayal hai jb hum newbie hoty hain tw humien signals ko follow krna laazmi hota hai jis say humari sahi maloomat hojati hai or agr hum signals ko follow nh krty tw hmesha trade ghlt lgte hai but ye bat thk hai jb hum trading main expert hojaty hain tb humien ye adat khtm kr leni chahye..
ap kabhi forex men order laganay k liy kis dusry person per kabhi trust mat kerna hai, ap k account ko khud hi hi ap ne handle kerna hai ap se acha ap k account ko koi bhi handle nhi ker sakta hai. jab ap dusry logon per trust kerein gay tu awo apni hi marzi se ap k account run kerien gay jis se ap ko difficuties ho sakti hai
I have been dealing in this business from recent years and i always business with my own research and often i get take advantage of this business.one can believe in in Currency dealing alerts and can generate income but i don't business with these alerts and i always make excellent sum of cash due to my excellent research.
g hain bhai jan humain forex agar koi kahe k wo apko is mein forex ka signal dera hain to apko is par bilkul bhi itmad nahi karna chhye wo apko jhoot bol raha hota hain apko apne hisab se is mein kam karna chahye aur kisi ki signal ka intzar na kare
it is not good to rely on the Forex signals published in other websites we should rely on our data and analysis and also be confident about your decision and also you have to check theses signals and analyse them properly
yes dear i agree with yiou totally forex market mein agar ap kam kerna chahtay hain toapko experience knowledge or skills ko gauin kerna ho ga khud ko tayar kerna ho ga market ko samjhnay kay liye tab hi success hai lekin agar ap kici or kay signals ko follow karen gay to us mein success kay itne chances nahi hain kabhi trade lag gi to kabhi na lagi
Forex signal sometime wrong bhi hoty hain aur hamain chahiye ke forex main khud ko jitna use karen iske about seekhen knowledge rakhen ge utna hi hamara faida hai is se hum achay trader ban sakte hain aur acha earning hasil kar sakte hain
Hamesha khud par confidence rakhna chahiye is se banda kabhi loss nai khata hai aur hamesha successful rehta hai