aapki bat bikul thekh hay main apki bat say agree krta hoon aur main new traders ko yehe guideline don ga k agar unhan thora profit hota ha to woh zayada k greed na krain balkay woh trade jaldi say close kar dain agar kuch bhe profit araha hay to zayada ki alach main yeh na ho k kam say bhe jaay rahan aur account bhe dead krwa batahn

